Total Received aur Net Received mein kya difference hai?

Modified on Tue, 27 Oct at 2:19 PM

Total Received: Borrowers se milne wali total repayment amount, jismein applicable fees aur charges deduct karne se pehle ki amount shamil hoti hai.


Net Received: Applicable fees aur charges deduct karne ke baad aapke bank account mein credit hone wali final amount.