Samanya Prashn

Hinglish FAQ's

Kya InstaMoney (Peer to Peer lending platform) RBI dwara niyantrit hai?
Haan. Bharat Mein peer to peer lending Bharatiya Reserve bank dvara registered hai. LenDenClub (Innofin solution Pvt ltd) Bharat ke un bahut Kam khilaadiyon...
Thu, 4 Mar, 2021 at 11:41 AM
LenDenClub kya hai?
LenDenClub P2P  (Peer to Peer)) lending hai jo ek khate se dusre khaate me udhaar deta hai. Ye do vyaktiyon / sansthaon ke beech len-den ke vyavastha ka ek ...
Thu, 4 Mar, 2021 at 11:41 AM
Main InstaMoney loan ke liye kaise apply kar sakta hun?
InstaMoney loan ke liye aavedan karane ke lie, aapako apane phone par Playstore se instamoney app download karna hoga. App Dowload k liye yaha click kare ...
Fri, 13 Aug, 2021 at 5:13 PM
InstaMoney loan lene ke liye konse documents ki zarurat hai?
Apka loan approve karne ke liye hame aapse sirf 3 document ki requirement hai: KYC - Pan & Aadhar Card Bank Statement - Last 3 months (Salary dikh...
Tue, 27 Jul, 2021 at 2:24 PM
Kya meri personal or financial details LenDenClub me safe hai?
Apki Jaankari ki suraksha ka ham 100% dhyan rakhte hain. Ham aise security ke tarike istemaal karte hain jo federal law ke hisab se hain or financial instit...
Thu, 4 Mar, 2021 at 11:40 AM
Loan ka interest rate kitna hai?
Aapka interest rate apke profile or credit history or kafi or aspects pe depend karta hai. Interest zyadatar 25% - 35.88% ke bich me hota hai.
Thu, 4 Mar, 2021 at 11:40 AM
LenDenClub se main apni profile delete kar sakta hun kya?
Hum ek RBI regulated entity hai. Hamein samay samay par RBI ko data jama karna hota hai or kabhi bhi auditors ki demand par isiliye ham aapke data ko hamare...
Thu, 4 Mar, 2021 at 11:40 AM
Main customer support se kis tarah contact kar sakta hun?
Apke loan se related sabhi sawalo ke jawab helpdesk pe available hai. Humne kafi mehnat ki hai taki apke sabhi sawalo ka jawab apko turant or asaan tarike s...
Thu, 4 Mar, 2021 at 11:40 AM