Manual Lending mein har borrower ko minimum ₹250 lend karna hota hai. Apni lending ko diversify karne ke liye aapko kam se kam 4 borrowers select karne honge aur har borrower ko ₹250 lend karna hoga. Isse aapki lending multiple borrowers mein spread hoti hai aur repayment delay ka risk kam karne mein madad milti hai.