Loan ko NPA kab classify kiya jata hai?

Modified on Mon, 31 Aug at 3:22 PM

Jab borrower ka loan 90 days se zyada overdue/default ho jata hai, toh loan ko Non-Performing Asset (NPA) mark kiya ja sakta hai. Is stage par loan aapke Portfolio ke "Closed" tab mein move ho jata hai.